Rudra Abhishak

Rudra Abhishek Kya he ?
Rudra Abhishek Pooja me Bhgwan Shiv ko Puja jata he bhgwan shiv ki puja archana ki jati he aur bhgwan shiv ko rudra ke roop me puja jata he taki logo ki zindagi ki badhao ko dur kiya ja ske or unki jindagi me khushali prdan kija ske.
Rudra Abhishek Vidhi ?
Rudra Abhishek Ujjain me bhgwan Shiv ke mandir me kiya jata he jisme bhgwan Shiv ka dudh se snan krwaya jata he or unki puja archana krwayi jati he.